Aur Pyaar Karna Hai Song Lyrics by Guru Randhawa and Neha Kakkar is the latest Hindi song with music from Sachet-Parampara. Arvindr Khaira directs Aur Pyaar Karna Hai’s song music video while Sayeed Quadri writes the lyrics.
Song | Aur Pyaar Karna Hai |
Released date | March 2021 |
Singer | Guru Randhawa and Neha Kakkar |
Abhi tumhe aur hume
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhe aur hume
Beshumar karna hai
Jab talak jahaan se
Bichhaddna hai
Abhi tumhe aur hume
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhe aur hume
Beshumaar karna hai
Abhi hume muddaaton
Dilon ki baat karni hai
Abhi bahut si baarishein
Sath ghuzarni hein
Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri
Aankh bhigana chahega
Tujh se pehle in aankhon mein
Aake woh ruk jayega
Aake woh ruk jayega
Abhi tumhe aur hume
Yeh ikraar karna hai
Abhi tumhe aur hume
Aur pyaar karna hai
Kayi khwahishon ko poora karna hai
Kayi dhoop chhaanv se guzarna hai
Khushgavaar khwaabon ko
In haseen palkon main utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam
Jab talak ki saason ka challna hai
Abhi tumhe aur hume
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhe aur hume
Aur pyaar karna hai
Aur Pyaar Karna Hai FAQs:
Who is Singer of Aur Pyaar Karna Hai song?
Aur Pyaar Karna Hai song sung by Guru Randhawa and Neha Kakkar.
When Aur Pyaar Karna Hai song is released?
Aur Pyaar Karna Hai song released on March, 2021.
Who is Aur Pyaar Karna Hai song writer?
Aur Pyaar Karna Hai song writer name is Udaar.
Who is Aur Pyaar Karna Hai song director?
Aur Pyaar Karna Hai song director name is Arvindr Khaira.