Baarish Ban Jaana song lyrics by Payal Dev and Stebin Ben is the latest Hindi song with music given by Payal Dev. Baarish Ban Jaana’s new song music video is directed by Aditya Datt and the lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Song | Baarish Ban Jaana |
Singer | Payal Dev and Stebin Ben |
Director | Aditya Datt |
Lyricsby | Kunaal Vermaa |
Released date | 03 June 2021 |
Channel | VYRLOriginals |
Meri qismaton ko mile hath tere
Phir sy lakeeren dikhne lagi
Dekha tumhe to aisa laga hai
Jaise ye aankhein dhadakne la gi
Rahoon umra bhar main teri tu mera
Jab mein baadal ban jaaun
Tum bhi baarish ban jaana
Jo kam pad jaayein saansein
Tu mera dil ban jaana
Rimjhim saawaan ki boonden
Tu har mausam barsaana
Jo kam pad jaayein saansein
Tu mera dil ban jaanaa
Mere laabon se aaye kabhi bhi
Ho naam pehla tera meri zuban pe
Chaahe zamana munh modd le par
Har pal tu rehna mera bas yeh dua hai
Bana loongi mein ab tujhe hi khuda
Jab mein baadal ban jaaun
Tum bhi baarish ban jana
Jo kam pad jayein saansein
Tu mera dil baan jaana
Rimjhim saawan ki boonden
Tu har mausam barsaana
Jo kam pad jaayein saansein
Tu mera dil ban jaana
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujh se teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai