Betiyaan Pride Of Nation Lyrics by Shreya Ghoshal, Amruta Fadnavis and Neeti Mohan is brand latest Hindi song with music given by Nisschal Zaveri. Betiyaan Pride Of Nation new song lyrics are written by Raqueeb Alam.
Song | Betiyaan |
Writer | Raqueeb Alam |
Released date | September 2020 |
Rab ka haseen tohfa hy
Saugaat hy yeh betiyaan
Khush’haal hai woh ghar jahan
Aabaad hy yeh betiyaan
Is mulk ke is desh ki
Buniyad hain yeh betiyaan
Humm khushnaseeb hain jo teri
Aullad hain betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Apne hunar se fan se
Mehnatoon se lagan se
Apne hunar se fan se
Mehnatoon se lagan se
Chhu le gagan ko betiyaan
Har rang main har roop main
Har chand mein yeh betiyaan
Dikhne lagi hain jung ke
Maidan main yeh betiyaan
Tum yahan har woh jagah
Raunak ke bhejo wajah betiyaan
Kahin gagan hain betiyaan
Kahin kalam hain betiyaan
Safar main hain yeh humsafar
Kadam kadam hain
Yeh kab tak marengi kokh main
Kab tak jallengi betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan