Teri Aankhon Mein new Lyrics by Darshan Raval and Neha Kakkar is brand latest Hindi song with music given by Manan Bhardwaj. Teri Aankhon Mein hd video song lyrics are written by Kumaar while its music video is directed by Radhika Rao and Vinay Sapru.
Song | Teri Aankhon Mein |
Singer | Kumar |
Released date | October 2020 |
Haan kar dena choti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de
Kar dena chhoti moti ghaaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de
Tu jo hai naaraaz meri saansein na chalein
Maan ja tu jeenaa yeh aasan kar de
Tu khol mere dil ko aur lele talaashi
Koyi bhi millega na tere siwa tere siwa
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Bhar ke raakhti hoon jebein
Main mein dil ki apni
Bol kitna tu maange udhar
Jo main pyaasa ke boondi tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyar
Baitha hai gussa teri naak pe aaise
Thok diya tujhko maine chhod diyaa jaise
Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise
Nikaal na zubaan se aise marne ki baat
Pyaar aisa karunga
Ke tu deggi shabashi
Misaal main dunga
Apne pyaar ki bada
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Ishaq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donoon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Tu bole na mujhe kuchh
Aur mein sunti rahun
Aise pyar karte karte
Duniya ko chhod doon
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya